Dil Tu Hi Bata Song Lyrics | Sumana (Rai) ft. Mik & Sumana
Latest Hindi Song Dil Tu Hi Bata Song Sung By Sumana (Rai) (Sumana Samanta Mukherjee) . Music given by Pintu Ghatak . lyrics written by Yash Eshwari (Francis Augustus) . Music by Zee Music Company .

Dil Tu Hi Bata Song Info.
Song - Dil tu Hi Bata
Singer - Sumana (Rai) (Sumana Samanta Mukherjee)
Music - Pintu Ghatak
Lyrics - Yash Eshwari (Francis Augustus)
Music label - Zee Music Company
Dil Tu Hi Bata Song Lyrics :
Chal Raha Nahi Zor Khud Pe
Chal Koyi to Hua
Patjhado Ke Mausamo Mai
Khil Raha Kyun Jiya
Kya Me Kahu, Kya Me Samjhu
Chup Rahu Ya Kehdoon
Ye Jo Ho Raha Hai Pyaar
Ya Nahi to Kya Hai
Dil Tu Hi Bata
Chal Raha Nahi Zor Khud Pe
Chal Koyi to Hua
Patjhado Ke Mausamo Mai
Khil Raha Kyun Jiya
Kya Me Kahu, Kya Me Samjhu
Chup Rahu Ya Kehdoon
Ye Jo Ho Raha Hai Pyaar
Ya Nahi to Kya Hai
Dil Tu Hi Bata
100 Dafa Samjha, Har Dafa Na Kare
Chahe Me Ruk Jau, Bawara Ye Fire
Lage Pankh Hai, Baje Shankh Hai
Badalo Me Udey
Khamoshi Me Shor Sa Kyun Hai
Raato Me Chakor Sa Kyun Hai
Chand Ka Hua
Sajishey Karta Hai Khwahishen Rakhe
Hogya Man Moji Ansoona Ye Kare
Koyi Jogg Sa Laga Rog Sa
Dhun Me Apni Rahe
Khamoshi Me Shor Sa Kyun Hai
Raato Me Chakor Sa Kyun Hai
Chand Ka Hua
Chal Raha Nahi Zor Khud Pe
Chal Koyi to Hua
Patjhado Ke Mausamo Mai
Khil Raha Kyun Jiya
Kya Me Kahu Kya Me Samjhu
Chup Rahu Ya Kehdoon
Ye Jo Ho Raha Hai Pyaar
Ya Nahi to Kya Hai
Dil Tu Hi Bata
Comments
Post a Comment