Hamsafar Lyrics | Pamela Jain | Yash no Eshwari | Shourya Ghatak

Latest Hindi song 2020 Hamsafar song sung by Pamela Jain . Music Given by Shourya Ghatak . Lyrics written by Yash Eshwari . Music on Zee Music Company.
Hamsafar Song Info
Song -Hamsafar
Music - Shourya Ghatak
Singer - Pamela Jain
Lyrics - Yash Eshwari
Music Label - Zee Music Company
Hamsafar Lyrics:
Na jaane kaun si
Duaa ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar
Na jaane kaun si
Duaa ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar
Ab tujse hi tu hai
Jeene ki har wajah
Bin tumhare hoon main ek sifar
Na jaane kaun si
Duaa ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar
Manzoor nahi pal ki bhi doori
Meri saanson ko dhadkan ko tu zaruri
Manzoor nahi pal ki bhi doori
Meri saanson ko dhadkan ko tu zaruri
Meri raaton ke andherom ko de chandni
Mere har savere mein tujhse hi roshni
Waqt mera ab hai tu
Har pal mein tu hi tu
Tujse mere chaaron pehar
Na jaane kaun si
Duaa ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar
Hathon ki mere lakeerein hai tu
Khwab mera tu hi tabeerein bhi tu
Hathon ki mere lakeerein hai tu
Khwab mera tu hi tabeerein bhi tu
Main ladkhadaun to sahara tu hai
Agar mar ke jee paaun dobara tu hi hai
Tu hi haraaz hai
Mera sur aur saaz hai
Tujse hi sargam ki lehar
Na jaane kaun si
Duaa ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar
Comments
Post a Comment