Yaad Baarish Mein Lyrics | Sonnak Pradhaan | Anuu | Lyricsballad.com - Sonnak Pradhaan Lyrics
| Singer | Sonnak Pradhaan |
| Music | Sonnak Pradhaan |
| Song Writer | Anuu |
Rehna rehna naiyyo
Rehna rehna naiyyo
Rehna rehna tere bina
Naiyyo rehna
Rehna rehna naiyyo
Rehna rehna naiyyo
Rehna rehna tere bina
Tasveer ban jaati hai
Aanshu le aati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Kaise sambhala hai khudko
Tujhe pata hi nahi hai
Halaat bas mein naa mere
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Pyar adhoora tha
Jo dikha tha ankhon mein teri
Kyon likha naa tha
kismat mein tu meri [x2]
Naa jeena tere bina bina
Kaha tha tune hai naa hai naa
Phir se rula jaati hai
Mujhe fir bhigha jaati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Kaise sambhala hai khudko
Tujhe ye pata hi nahi hai
Halaat bas mein naa mere
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Yaad baarish mein teri jab aati hai
Comments
Post a Comment